Skip to content

Dilli

Yungsta, Sez on the Beat & Frappe Ash
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Sez on the beat boy Launda Dilli ka mai nahi Fir bhi Dilli poori jaanti hai Jaanun naake jaanun battiyaan Sadke Dilli ki naap di hai Chalu Dilli mei jaise Dilli mere baap ki hai (Yeah) Chalu Dilli mei jaise Dilli mere Ghanein teer maare Khuley bhaley veervaar yo botal Peechhe teen chaar hain chhore khade Boxer hai kasute vo bouncer ne patak de ye Bounce... bounce... bouncer ne patak de yu Akhaade ka Kimbo slice Mere lawde pe tere top five Ni rookie ke bas ki Boss fight Jab pakdu mic hu all might Abey mujhe ni jaana kasol bhai Hu club me mai chappal me lagu fly Kaano me naam ek hi goonje to show me jab Puche kya sunna to launde bas SM dohrayen Ya kare chant poori taakat Toh rage Karu stage pe, na chhoot'ti aadat Mai ghar se dur toh baap bole Baaki gharwaalon se bhi thoda haal-chaal poochh liya kar Hu sahi disha par, mai aaya tha Dilli mei do hazaar barah mei Karna tha rap tha College bahana Main shukraguzaar hu jisne pehchaana Aur jisne na mana kabhi unhe Maaf Karu bawe nahi, kaam Karu baatei nahi Ye kare shaq aur nahi, yaha jale gatte kayi Hath seku betha sahi, yaha khele satte bhai Yaha khade bande tight, reh khush pade chaate nahi Yaar dene wala launde ko chaate tha maine roka ni Toh laal hote haath pair kayi, bharu chaabi nahi Karu maaf gustaakhi nahi, kon bola mein gaata nahi Mere lund pe (aanh) Koi mere jaisa nahi Shaant rehna aata nahi paper aaye gazab (Haha) Hai bhai tera kamata bahot Udata sab mai ni deta fuck, ye ni beta luck Mera pet aaye bahar, hu mein khaata sab Hai batata waqt, jo karata rab Jo likha tha sab, hai kaha tha sach Mujhko toh apni kala ka Tabse pata tha lakshya Banaya jab kaamyabi, beat Calm ki thi Mujhe rap khel lage saap seedhi Dilli saamrajya meri thi rajneeti Poori taakat guhaar ye kranti ki Mujhe kaam kamana tha Fir naam banana aur daam badhana tha Jo bhi tha dil mein saaf batana tha Ghar pe the lagne paise Aur tha baap ka haath batana Rapper chabana, katu katana se Kakarot banke dikhana tha Laundo ka pet bharke mujhe bhi khaana tha Pohocha jaha saalo se jaana mein chahta tha Ganda banda par maasum lagu chehre se Kayarta bhi trip hai thodi time leti sawarne mein Dafan jitna lalach usko dincharya mein dhalne de Batiyane ko kuch nahi bacha hai, sab likh daala panno pe Sola ka tha balak pehla show kiya jab Delhi mein Pata tabse hum ek jaise khokhle dono andar se Pitra baat karte mere ye gaane ke zariye se Ye dard bane dawa, nasha daaru laata takleefe Teeno aakhein tiki manzil pe hi meri Karke baitha saare bandobast Ye dhandha-pani bahot kutti cheez hai Bhai aake isme kabhi faso mat Umeed pe chalta ye sheher hai Gareebi shraap toh usse tu dara kar Baatu dawa-dard, laya churi kaata Saath game karne aaya safachat Tabhi photo-woto leta nahi zyada snap Karu barobar Tha mein sadak par sard thi ye Dilli Karna seekha maneuver Na mein haara kabhi manobal Poori taakat tere labon par Hu mein Janam se hi kalakaar Meri maa ne di thi dharohar Launda Dilli ka mai nahi Fir bhi Dilli poori jaanti hai Jaanun naake jaanun battiyaan Sadke Dilli ki naap di hai Chalu Dilli mei jaise Dilli mere baap ki hai (Yeah) Chalu Dilli mei jaise Dilli mere Ghanein teer maare Khuley bhaley veervaar yo botal Peechhe teen chaar hain chhore khade Boxer hai kasute vo bouncer ne patak de ye Bounce... bounce... bouncer ne patak de yu