Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Juda Na Hona
Nabeel Shaukat Ali
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kisi khwaab se juda mat hona
Ye aankhein teri bujh jaayeingi
Tujhe aayega nazar na koi
Ye needein teri ulajh jaayeingi
Main tha soya, fir main jaaga
Koi mera hai, mujhko laaga
Main tha soya, fir main jaaga
Koi mera hai, mujhko laaga
Tujhe chahoonga kabhi na khona
Kisi khwaab se juda mat hona
Teri aayi yaadaan aaiyaan
Akkhiyaan udeekaan aaiyaan
Aavenga kadon tu, saaiyaan ve?
Teri aayi yaadaan aaiyaan
Akkhiyaan udeekaan aaiyaan
Aavenga kadon tu, saaiyaan ve?
Khawahishon ki parwarish se
Aa gyi hai zindagi kis mod per
Is wafa ka kya sila hai
Bewajah he ajnabi hai humsafar
Teri duniya, meri duniya
Dono he hain tanha-tanha
Teri duniya, meri duniya
Dono he hain tanha-tanha
Na ho saari umar ka rona
Kisi khwaab se juda mat hona
Dil ki mutthi se nikalti
Ret jaisa ishq mere paas hai
Bas isi ke he sahaare
Mujhko baaqi umr jeena raas hai
Teri aankhein, meri aankhein
Dheere-dheere dil mein jhaakein
Teri aankhein, meri aankhein
Dheere-dheere dil mein jhaakein
Yahi jaagna, yahi hai sona
Kisi khwaab se juda mat hona
Teri aayi yaadaan aaiyaan
Akkhiyaan udeekaan aaiyaan
Aavenga kadon tu, saaiyaan ve?
Teri aayi yaadaan aaiyaan
Akkhiyaan udeekaan aaiyaan
Aavenga kadon tu, saaiyaan ve?