Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kuchh Hamare Hai - Pyaar Koi Khel Nahin / Soundtrack Version
Alka Yagnik
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Ham donon ke sapane kitne pyaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Ham donon ke sapane kitne pyaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Inamen us armaan kaa nur he
Jo dil main palata rahaa
Wo rangin naghma jo hont main
Dabake machalata rahaa
Jalway tamaam azaad hai
Ham dil ke hai badshaah
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Ham donon ke sapane kitne pyaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Dekho, zaraa aise jhum ke
Kyun dolati he bahaar?
Yun he ki aaj is tarang main
Shaamil he apano kaa pyaar
Yun hi nahin khul kheli he
Zulfon se baad-e-sabaa
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Ham donon ke sapane kitne pyaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai
Ham donon ke sapane kitne pyaare hai
Kuch tumhaare hai, kuch hamaare hai