Skip to content

I am natural

Bella
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kabhi kabhi Akele Baithkar Sochta Hu ki Abb Mere Mein Aa Chuka Mein Sayad Mein Akela Hi Thik Hu Abb Mere Mein Aa Chuka Mein Mujhe Ess Duniya Se Koi Matlab Nahi Hai Mujhe Apne Haal Pe Chhod Do Mein Jee Lunga Abb Mere Mein Aa Chuka Mein Maa Boli Karle Kadar Bacche Duniya Bagiche Ke Phoolon Ki Tarah Hai Tu Banda Nahin Eklota Jo Sambhla Hai Bs Tune Kale Gulabo Ko Pakda Hai Enn Palko Ko Milte Nazare Jab Kalam Pannon Pe Sitare Utare Kya Karuga Duniya Bacchake Mein Baithuga Dekhuga Darti Hui Shamein Ha Ye Meri Marji Hai Roko Na Mujhko Tu Kon Hota Hai Bella Ye Pucho Nahi Mujhko Dil Mera Le Lo Or Chir Ke Dekho Mein Sacha Ya Jhutha Ye Pucho Na Mujhko Mann Bahela Ke Ladki Ka Dil Kese Todu Fir Agali Fir Agali Fir Dil Kese Jodu Abb Kisi Ko dil Mera Khali Nahi Dunga Mein Mar Jauga Tujhko Gali Nahi Dunga Kayar Hai Mere Kuch Dusman I know Wo Jinda Rahe Taki Main Karta Rahun Grow Gaane Pe Gaana Abb Kar Raha Hai Blow Main Music Industry Ke Chehre Ka Glow Mein Deta Nahi Kisi Ko Gaddi Ki Chabiya Kab Meri Gaddi Ke Piche Ho Mafia Lakhon Baten Karti Hai Ye Duniya Meri Per Ek Hi Baat Sach Main Mangu Na Manfiya Ya Lankon Ne Music Banaya Hai Per Music Ne Kuch Ko Banaya Hai Yaha Lakhon Ne Mixing Sikhi Hai Per Gaane Pe Gaana To Mene Giraya Hai Ha... Akhir Abb Mujhme mein Aaya Hai Ess Ego Ne Chehra Dikhaya Hai Mein Jesa Tha Besa Banaya Hai Logon Ke Cene Se Darr Ko Bhagaya Hai Kahete Rahe Bella Tu Kya Hi Karlega Akele Ess Nakshe Ko Kese Samjhega Jo Haste The Mujhpe Wo Tv Ke Aage Abb Baith Ke Bole Ye Ladka Chalega Ha Labjo Mein Chhamta Mein Dalta khud Nahi Ess Duniya Ko Dil Se Mein Batein Bta Raha Hu Varna Enn Ladko Ko Pura Pata Hai Ki DM Nahi Karta Mein Ghar Se Uthata Hu Ye Karte HIP HOP Jo Untak Hi Simeet Hai Ess Duniya Ki Uljhan Mein Padhte Nahi Artist Ghar Baithe Ye Paiso Ko Thook Lagake Ye Bole Kyu India Mein Badhate Nahi Artist Passion Or Flenks Se Bahar Nikal Gaddi Ke Shishe Neeche To Kar Baap Ne Mujhko Nikala Hai Ghar Se Per Usko Ghar Dene Ko Chhoda Mein Ghar Abb Awara BulaLe Mein Bura Nahi Manunga Taane Suna Le Mein Haske Bhula Duga Bolunga Jab Meri Marji Hogi Jab Duniya Ko Main Itna Neeche Gira Dunga Kabo Nahi Aata Main Aaine Ke Aage Abb Rooh Meri Jism Sambhali Nahi Pa Rahi Mein To Chup Hoke Bhi Jeene Lagunga Per Jindagi Jakhmon Per Najmein Banati Hai Mene Khali Gaana Banane Pe Dhyan Diya Hai Log Mere Bare Mein Soo Batein Karenge Mujhe Bs Tumse Matlab Hai Tu Mujhe Dil Se Sun Aur Bol Kya Main Galat Hu Or Agar Hu To Maaf Karna Agar Nahi To Darr Mat Ham Sath Hai