Koi Khwaab Mein Roz
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Koi khwaab main roj aata hai
Muje pyar se boolata hai(2)
Nahi jaanu main ki wo kon hai
Yu lagta he ki wo meraaaa diwaana
Hai haa diwaana hai
Dekhu usse to sharmaun main
Na dekhu usse to taddap jaaon main
Haa dekhu usse to sharmaun main
Na dekhu usse to taddap jaaon main
Ye kya hai adaa ae dil tu batta
Yu lagta hai tu bhi zaraa ha diwaana hai haa diwaana hai(3)
Mujse yahaa sab paresaan hai
Magar haal-e-dil se anjaan hai(2)
Mile jab kabhi to puchhe sabhi
Ye kiske liye dil teraaa haa diwaana hai
Haa diwaana hai(2)
Koi khwaab main roj aata hai
Muje pyar se bulaata hai(2)
Nahi jaanu main ki wo kon hai
Yu lagtaa hai ki wo mera aaa
Diwaana hai haaa diwaana hai(5)
Diwaana hai hmmmm diwaana hai