Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hum Aaj Kahin Dil Kho Bethe
Mukesh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hum aaj kahin dil kho baithe, hum aaj kahin
Hum aaj kahin dil kho baithe, hum aaj kahin
Yun samjho kisi ke ho baithe
Yun samjho kisi ke ho baithe hum aaj kahin
Hardam jo koi paas aane laga, hardam jo koi
Bhed ulfat ke samjhane laga, bhed ulfat ke
Nazaron se nazar ka takrana
Nazaron se nazar ka takrana
Tha dil ke liye ek afsaana
Tha dil ke liye ek afsaana
Hum haathon ko dil se dho baithe
Yun samjho kisi ke ho baithe hum aaj kahin
Aankhon mein samaya koi magar
Kaun aaya kisi ko kya yeh khabar
Aankhon mein samaya koi magar
Kaun aaya kisi ko kya yeh khabar
Poochho to yahi hai uska pata
Ho, poochho to yahi hai uska pata
Chanchal naina aur shokh ada
Chanchal naina aur shokh ada
Hum dil ki naiya doobo baithe
Yun samjho kisi ke ho baithe
Hum aaj kahin dil kho baithe, hum aaj kahin