Skip to content

Hua Phir Yoon

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Woh ek ladki Ghazalon si Woh surat mein jamalon si Haseen aankhein woh sagar si Nashe se bhari woh gagar si Hua phir youn woh pagal si Mere khwaabon mein aane lagi Churakar woh sukoon mera Meri nindon pe chahne lagi Meri raatein bhi hone lagi Hai Kitni haseen Hua phir youn sawera hua Unehein yaadon se ghera hua Hua phir youn sawera hua Unehein yaadon se ghera hua Ke thandhi se Hawain chale Laga aise Ke tu hai yahi Haqeeqat Mein muqabil tu kab ayegi Hai bheegi bheegi si chandni Na roshni mein hai roshni Na ronkein na kahkahe Woh jo nahi tu kuch bhi nahi Hua phir youn ki woh aye Bara rangeen hua mousam Kahin badal kahin barish Nayi cahat mein bheege hum Nahi jo tu nazare nahi Roton ke haseen nazare nahi Tere hasrat mere dil mein Mere khwahish sitare nahi Bhala kaise karu mein yaqeen ke woh aaye By, Suman Lata.