Skip to content

Dhat Teri Ki

Vishal & Shekhar
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Dil ne zabardasti ki Maine zara si masti ki Badhne lagi thi nazdeeki It's going down tonight Mujhko yakeen tha Action ka scene tha I was buzzin', she was buzzin' We was buzzin', oh Aankhon se jo karni thi Baatein wo besharmi ki Mujhko ghalat-fehmi thi It's going down tonight Maine to socha tha Bas yahi mauqa tha I was buzzin', she was buzzin' We was leavin', but Teen sau baar baj gaya telephone It's mummy, daddy saying, "Come on home" I said, "Main nahin aana, main nahin aana Dhat teri ki, main ghar nahin jaana" Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Roka to, kiss my a- Toka to, kiss my a- Izzat se, kiss my a- Main ghar nahin jaana Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Roka to, kiss my a- Toka to, kiss my a- Mauqa hai, kiss my a- Main ghar nahin jaana Main ghar nahin jaana Nahin jaana, nahin jaana, nahin jaana Nahin jaana, nahin jaana, nahin jaana Nahin jaana, main ghar nahin jaana Kiya jaaye kuch honthon se, in nazron se hai kya karna Maine-tune jo socha hai, wo bhi karne se kya darna Yahi raat hai, isi raat ke isi pal mein kho jaana Paas aake ham chaahe jo karein, subah bhool tum jaana Maine ki jo manmaani, shuru ki jo chhed-khaani Mere dil mein thi be-eemaani Maine usse poochha, "Chalo, meri jagah chalein Ya phir teri jagah chalein," wo maani Teen sau baar baj gaya telephone It's mummy, daddy saying, "Come on home" I said, "Main nahin aana, main nahin aana Dhat teri ki, main ghar nahin jaana" Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Roka to, kiss my a- Toka to, kiss my a- Izzat se, kiss my a- Main ghar nahin jaana Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Roka to, kiss my a- Toka to, kiss my a- Mauqa hai, kiss my a- Main ghar nahin jaana When I take a little look at you, baby, baby, baby It makes me a little crazy, crazy, crazy And you and me, we about to happen (yeah) I got a feeling it's about to happen (yeah) But every time we about to happen (hey) Oh, no, say it ain't so! Teen sau baar baj gaya telephone It's mummy, daddy saying, "Come on home" Say, main nahin aana, main nahin aana Dhat teri ki, main ghar nahin jaana Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Roka to, kiss my a- (kiss my a-) Toka to, kiss my a- (kiss my a-) Izzat se, kiss my a- Main ghar nahin jaana Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main (hey, hey) Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Dhat teri ki, main, dhat teri ki, main Dhat teri ki, main ghar nahin jaana (wait) Roka to, kiss my a- (kiss my a-) Toka to, kiss my a- (kiss my a-) Mauqa hai, kiss my a- Main ghar nahin jaana