Skip to content

Kurbaan Hua - MTV Unplugged Version

Salim–Sulaiman
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kurbaan hua Teri tishnagi mein yun Kurbaan hua Teri aashiqui mein yun Bekhudi mein bekali mein Bekasi mein hua Tujhko har duaa di, aur dagaa bhi Aur fanaa hua Kurbaan huaaaaa... Kurbaan hua ha haaannnaaa. Ada pe... wafa pe... jafa pe Kurbaan huaaaa Kurbaan hua ha haaannnaaa... Ru-ba-ru hai tu magar Tanha hai yeh jahaan Jal uthe meri kufr se Saanson ka yeh samaan Ooooo... Kya hua Pal mein jaane kho gaya kyon Tu mila aur judaa imaan hua yun Bekhudi mein bekali mein Bekasi mein hua Tujhko har duaa di, aur dagaa bhi Aur fanaa hua Kurbaan huaaaaa... Kurbaan hua ha haaannnaaa. Ada pe... wafa pe... jafa pe Kurbaan huaaaa Kurbaan hua ha haaannnaaa... Marne ka sabab Maangta raha dar-ba-dar Mitne ko toh dil Pal mein raazi hua Poori hui har aarzoo Har daastaan meri Ke tum shuru hue jahan Main khatam hua Kurbaan huaaaaa... Kurbaan hua ha haaannnaaa. Ada pe... wafa pe... jafa pe Kurbaan huaaaa Kurbaan hua ha haaannnaaa...