Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dard - E - Disco
Sukhwinder Singh,Marianne,Nisha,Caralisa Monteiro
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Woh haseena, woh neelam pari : Kar gayl kalsi jaadoogari
Neend in aankhon se chheen li hai : Dil mein bechainiyan hain bhari
Woh haseena, woh neelam pari : Kar gayl kalsi jaadoogari
Neend in aankhon se chheen li hai : Dil mein bechainlyan haln bhari
Mein bechara hoon aawara : Bolo samjaaoon main yeh ab kis kis ko
Dil mein mere hai dard-e-disco : Dard-e-disco, dard-e-disco.... x4
Boy you make me crazy : Crazy with your loving hand : When you touch me I'm in ecstasy
Wanna hug me, thrill me : I'll be up forever and : Baby you and I were meant to be
Ho....
Fasl-e-ghul thi : Gulposhiyon ka mausam tha
Hum par kabhi : Sargoshiyon ka mausam tha
Aa....
Fasl-e-ghul thi : Gulposhiyon ka mausam tha
Hum par kabhi : Sargoshiyon ka mausam tha
Kaisa junoon : Khwaabon ki anjuman mein tha
Kya mein kahoon : Kya mere baankpan mein tha
Ranish ka chala tha, fuwwara : Phoota jo khwaab ka gubbara
To phirta hoon mein London, Paris : New York, LA, Sans Francisco
Dil mein mere hai dard-e-disco : Dard-e-disco, dard-e-disco.... x2
Dard-e-disco, come on now let's go.... x4
Lamha lamha armanon ki farmaaish thi : Lamha lamha jurrrat ki aazmaish thi.... x2
Abr-e-karam : Ghir-ghir ke mujh pe barsa tha
Abr-e-karam : Barsa to tab mein tarsa tha
Phir suna hua, manzar mera : Woh mera sanam, dilbar mera
Dil tod gaya, mujhe chhod gaya : Woh pichhle maheene ki chhabis ko