Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Nahi (Home Recording)
Janisht Joshi
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
(Shut up)
(Hehehehehe)
Kyu najaane hum
Chaahaton se bhaage
Jab hai yeh nazaare sang
Aur raina bhi pukaare
Ab do log
Bedhang
Berang
Tarse dillagi
Aankhon se jo baat
Kehna chaahe hum woh
Kehti hai yeh kainaat
Bin bhulaaye gham ko
Ab jo hai, woh hai
Jo hona hai hone do
Khona hai khone do
Jo hai, woh hai
Jo hona hai hone do
Rok hum paayenge
Nahi
Nahi
Nahi nahi nahi
Nahi
Kyu na jaane hum
Hasraton se bhaage
Jab hai yeh bahaare sang
Aur shab kare ishaare
Aur ab hum
Do dil
Bejaan
Tarase dillagi
Bekhayali mein
Bhi sataayen yaadein
Ab iss bekarari se
Hum kaise jaan bachaye
Ab jo hai, woh hai
Jo hona hai hone do
Khona hai khone do
Jo hai, woh hai
Jo hona hai hone do
Rok hum paayenge
Nahi
Nahi
Nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi