Skip to content

Yeshu Tere Kareeb

Mark Tribhuvan
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

YESHU TERE KARIB ANE SE. - Mark Tribhuvan SaPaReGa SaPaReGa ReGaMaPa ReSaReSa./2/ Yeshu tere karib anese, Zindagi meri badal gayi./2/ Yeshu tere chhunese, Zindagi meri sawar gayi. Tunae mujhae hain bachaya, Tunae mujhae sehlaya./2/ Main dhanyawad kartha rahunga, Yeshu dhanyawad kartha rahunga./2/ Dhanyawad Dhanyawad Dhanyawad Dhanyawad./2/ Ch:1 Main jo papo mein duba hua tha, Aur jo thujhse dhur hua tha.../2/ Thunae mujhae hain chhudaya, Apni rah par chalaya.../2/ (pallavi:) Main dhanyawad kartha rahunga, Yeshu dhanyawad kartha rahunga./2/ Dhanyawad Dhanyawad Dhanyawad Dhanyawad./2/ Ch:2 Yeshu ne aisa prem jathaya, Mujhko apna beta banaya Aa aa aa aa aa . Yeshu ne aisa prem jathaya, Mujhko apna beta banaya. Apna lahu bahaya, jeevan naya dilaya/2/ (pallavi) Main dhanyawad kartha rahunga, Yeshu dhanyawad kartha rahunga./2/ Dhanyawad Dhanyawad Dhanyawad Dhanyawad./4/...