Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Main Banda E Aasi Hoon
Aqib Farid
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Main banda-e-aasi hoon, khataa-kaar hoon, Maula

Lekin teri rahmat ka talabgaar hoon, Maula
Main banda-e-aasi hoon...
Waabasta hai ummeed meri tere karam se
Waabasta hai ummeed meri tere karam se
Tera hoon, faqat tera...
Tera hoon, faqat tera parastaar hoon, Maula
Main banda-e-aasi hoon, khataa-kaar hoon, Maula
Main banda-e-aasi hoon...
Baahar ke ujaale mujhe kya raah sujhaayein

Andar ke andheron mein...
Andar ke andheron mein giraftaar hoon, Maula
Main banda-e-aasi hoon, khataa-kaar hoon, Maula
Lekin teri rahmat ka talabgaar hoon, Maula
Main banda-e-aasi hoon...
Phir tu mere imaan ko tawaanaai ata kar
Phir tu mere imaan ko tawaanaai ata kar
Barson nahin, sadiyon se...
Barson nahin, sadiyon se main bimaar hoon, Maula
Main banda-e-aasi hoon, khataa-kaar hoon, Maula
Main banda-e-aasi hoon...
Ik tera ishaara ho aur aasaan ho mushkil

Ik lahar uthe aur main us paar hoon, Maula