Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mera Bholenath
Gajendra Pratap Singh
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Sunta hai sab ki vinti mera Bholenath
Main bhi jag se haar ke aaya, thaam lo mera haath

Ro rahi aankhein meri hasta zamaana nahi
Mushkilon mein ghir gaya tera deeewana hai

Aaja, ab to tere bin kaun sune meri baat
Aaja, ab to tere bin kaun sune meri baat
Main bhi jag se haar ke aaya, thaam lo mera haath
Sunta hai sab ki vinti mera Bholenath
Sunta hai sab ki vinti mera Bholenath
Main bhi jag se haar ke aaya, thaam lo mera haath
Sunta hai sab ki vinti mera Bholenath
Har kadam per kyun bhala main maar khaata hoon
Jeetna chaahon, magar main haar jaata hoon

Aaja, ab tu dekh le mere ye haalat