Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sau Rab Di
Abhijeet,Alka Yagnik,Surendra Mishra
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
🎵🎵🎵
Main Chaahta Hoon Tujhko Dil-O-Jaan Ki Tarha
Tu Chhaa Gayi Hai Mujhpe Aasmaan Ki Tarha
🎵🎵🎵
Main Chaahta Hoon Tujhko Dil-O-Jaan Ki Tarha
Main Chaahta Hoon Tujhko Dil-O-Jaan Ki Tarha
Tu Chhaa Gayi Hai Mujhpe Aasmaan Ki Tarha
Chhaa Gayi Hai Mujhpe Aasmaan Ki Tarha
O, Ho Ho Mere Yaar
Sau Rab Di
O, Ho Ho Mere Yaar
Sau Rab Di
🎵🎵🎵
Dekhta Hi Rehta Hoon Sapne Tere
Dekhta Hi Rehta Hoon Sapne Tere
Darrta Hoon Kahin Meri Aankh Na Khule
Darrta Hoon Kahin Meri Aankh Na Khule
Aankh Jo Khulegi Ho Jaayegi Tu Pari
Aankh Jo Khulegi Ho Jaayegi Tu Pari
Door Nahin Jaana Kabhi Dil Se Mere
Dil Se Mere 🎵
Baank Mera Dil Hai Quraan Ki Tarha
Baank Mera Dil Hai Quraan Ki Tarha
Tu Chhaa Gayi Hai Mujhpe Aasmaan Ki Tarha
Chhaa Gayi Hai Mujhpe Aasmaan Ki Tarha
O, Ho Ho Mere Yaar
Sau Rab Di
O, Ho Ho Mere Yaar
Sau Rab Di
🎵🎵🎵
Aankhen Jab Bhi Kholega Tu Paayega Mujhe
Aankhen Jab Bhi Kholega Tu Paayega Mujhe
Jaaoongi Kahin Na Main To Chhodke Tujhe
Jaaoongi Kahin Na Main To Chhodke Tujhe
🎵🎵🎵
Dil Tujhe Dene Yaara Aayi Hoon Main Aaj
Dil Tujhe Dene Yaara Aayi Hoon Main Aaj
Todke Main Duniya Ki Rasmori Baaj
Rasmori Baaj
Poojti Hoon Tujhko Bhagwaan Ki Tarha
Oh Oh Oh
Poojti Hoon Tujhko Bhagwaan Ki Tarha
Tu Chhaa Gaya Hai Mujhpe Aasmaan Ki Tarha
Tu Chhaa Gaya Hai Mujhpe Aasmaan Ki Tarha
Oh Oh Oh Mere Yaar
Sau Rab Di
O, Ho Ho Mere Yaar
Sau Rab Di
🎵🎵🎵
Sochti Main Rehti Hoon Bas Yehi Baat
Sochti Main Rehti Hoon Bas Yehi Baat
Chhod To Na Doge Kahin Tum Mera Saath
Chhod To Na Doge Kahin Tum Mera Saath
Kar Le Yakeen Tera Chhodoonga Na Haath
Kar Le Yakeen Tera Chhodoonga Na Haath
I Love You My Darling From The Bottom Of My Heart
🎵
Khaayi Hai Jo Aaj Humne Rab Ki Kasam
Khaayi Hai Jo Aaj Humne Rab Ki Kasam
Mile Hai To Ab Nahin Bichhdenge Hum
Mile Hai To Ab Nahin Bichhdenge Hum
Ho Ho Ho Mere Yaar
Sau Rab Di
Oh Oh Oh Mere Yaar
Sau Rab Di
Ho Ho Ho Mere Yaar
Sau Rab Di
Sau Rab Di
Oh Oh Oh Mere Yaar
Sau Rab Di
Sau Rab Di
Sau Rab Di
Sau Rab Di