Skip to content

Chaand

Kanishk Rathore
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ye chaand bhi Baatein teri Karta hai mujhse Shayad usse Pata ye chala Kitna pasand voh tumhe Ya hai uspe bhi Asar voh tera asar jo hua mujhpe Tu hai yahin Ya gum kahin mujhko na hai pata Kya tera chaand bhi Karta hai baatein yu meri Kehta hai tumse kya aaj bhi Hum kyu bichhad se gaye Kya tasveerein voh Mita di tumne Jinme tum hum the Chalo gum na hai Mita do unhe Na yaadein mitana kabhi Ye taare jo Toote hain ab Sunlo na kehetein hain kya Ke tarsa hai Ye chaand bhi Jo kehedo tum ek dafa Han mera chaand bhi Karta hai baatein yu teri Keheta hai tumse kya aaj bhi Hum kyu bichhad se gaye