Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Saans (From "Jab Tak Hai Jaan")
Shreya Ghoshal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Saans mein teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, mujhe saans aayi
Saans mein teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, mujhe saans aayi
Rooh ne chhoo li jism ki khushboo, tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi
Saans mein teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, mujhe saans aayi
Kab tak hosh sambhaale koi?
Hosh ude toh ud jaane do
Dil kab seedhi raah chala hai?
Raah mude toh mud jaane do
Tere khayaal mein doob ke aksar
Achchhi lagi tanhaai
Saans mein teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, mujhe saans aayi
Raat teri baahon mein kate
Toh subah badi halki lagti hai
Aankh mein rehne lage ho kya tum?
Kyun chalki-chalki lagti hai?
Mujhko phir se chhoo ke bolo
Meri qasam kya khaayi?
Saans mein teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, mujhe saans aayi
Rooh ne chhoo li jism ki khushboo
Tu jo paas aayi (mujhe saans aayi)
Tu jo paas aayi (mujhe saans aayi)
Tu jo paas aayi (mujhe saans aayi)
Tu jo paas aayi