Skip to content

Madiney Jaon

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Haye... Aaye Bhai HUSAINA (ASWS)...5 Rehaie Paa Ke Jo Zinda Se Bewatan Aaie... 2 Yeh Keh Ke Gir Gaiye Nake Se Ro Ke Chillaaie Ke Mere Haal Pe Roti Hai Ab To Tanhaie Salam Karne Ko Aaie Hai Teri Maa Jaaie Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Sitam Ne Loot Li Ek Pal Mein Qaiyant Meri Na Jane Kaise Basar Hogi Ab Hayat Meri Na Din Sukoon Se Guzrenga Ab Na Raat Meri Kahan Hai Lala Mere Jo Sunenge Baat Meri Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Mai Tujhko Chodh Ke Bhaiya Kahin Na Jaaungi Mai Teri Kabr Ko Apna Watan Banaungi Mai Ek Choti Se Basti Yanhin Basaungi Mai Zaireen Ko Pani Tere Pilaungi Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Akeli Reh Gai Atthara (18) Bhaiyon Ki Bahan Jo Hota GAZI (ASWS) To Banti Na Bazuon Mein Rasan Bataun Kya Ke Jo Poochenge Mujhse Ahle Watan HUSAIN (ASWS) Ko Diya Tumne Bataon Kaise Kafan Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Na Koi Tera Yahan Hai Na Koi Mera Wahan SAKINA (ASWS) Shaam Mein Hai Dafn Aur Tu Hai Yahan Kahan Kahan Kise Roiengi Ab Meri Amma Na Hoga Ab Kabhi Aabad FATEMA (SA) Ka Makan Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Yahan Hai Asghar E BESHEER (ASWS) Aur Wahan Jhoola Yahan Pe AUN (ASWS) O MOHAMMA (ASWS) Whan Pe ABDULLAH (ASWS) Jo Poocha Bacchon Ko Unse Kahungi Kya Bhaiya Medina Dil Hai Mera Rooh Meri Karbobala Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Yahan Hai QASIM (ASWS) E Khasta Badan Wahan KUBRA (SA) Yahan SHABI E PAYAMBAR (ASWS) Wahan Pe Hai SUGHRA (SA) Wahan Pe FAZL (ASWS) Akela Yahan Pe Sub Kunba Jawab Kitne Sawalon Ka Dungi Mai Tanha Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Yeh Hath Jod Ke Kehti Hai Teri Maa Jaaie Duaien Dengi Mere Bhai Meri Tanhaie Bus Ek Din Ko Mere Sath Chal Mere Bhai Lagenga Jaise Medine Mein Phir Bahar Aaie Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Lo Jaa Rahi Hai Bahan Alvida Mere Bhai Rahi Jo Zinda To Phir Aaiengi Yeh Ma Jaaie Raza Yeh Sunte Hi Qabr E HUSAIN (ASWS) Tharraie Phir Is Ke Baad Kabhi Yeh Sada Nahi Aaie Tu Hi Bata... 2... Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau Medine Jaaun Ya Karbobala Mein Reh Jaau Tu Hi Bata Mere Bhaiya Kahan Sukoon Paau