Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khwaab
Samarth Saxena
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jaane na kyon hai dil aaj kal
Khoya hua sa kahin
Khaabon mein tere hai dooba hua yeh
Kambakht sunta nahi
Teri nigaahon ke khat mein main dhoondhoon -
Baatein jo hain ankahi
Teri hasee ke khile iss sheher mein -
Basaa loon main duniya meri
ย
Tu jo yahaan ho, toh shaam-o-seher
Dil ke jahaan ghoomein hum
Gumsum zubaanon mein har baat hogi
Ishaaron se khelenge hum
Taaron tale chaandni mein
Jee bhar ke gaayenge hum
Oas ki boondein churaakar
Nainon mein bhar lenge hum
ย
Tu jo yeh dhun gaa raha
Na jaane hai bhatka hua kis gali
Tujhe yeh pata bhi hai kya
Khayaalon mein mere tu hai bhi ya nahi
Tu magare muskuraae toh
Jahaan kuch khila sa lage
Yeh bataa -
Tu sach hai kya?
Ya hai tu mere zehen ka
Koi Khwaab?
Khwaabon mein tere basaa loon main apna jahaan
(Aankhon mein teri dhal jaaun main)
Khwaabon mein tere basaa loon main apna jahaan
(Mere zehen ka koi Khwaab)
ย