Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Duniya Men Dilwale Honge Hazaron
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Duniya mein dil wale honge hazaron
Phir bhi humari wafa, dilruba, yaad karoge
Duniya mein dil wale honge hazaron
Phir bhi humari wafa, dilruba, yaad karoge
Humne bhi apna mohabbat bhara dil
Jaao tumhein de diya, tum bhi kya yaad karoge
Pyaar mein aakhir humare kaam aa gayi
Woh dard bhari aahein, dard bhari aahein
Aapke qadmon ke niche jalti thi raahein
Iss dhoop pe tumpe zulfon ka saaya
Jaise ki humne kiya, saajna, yaad karoge
Beqaraar main bhi hoon lekin lab thartharaaye
Aankh jhunk jaaye, aankh jhunk jaaye
Tum rahe aise tan ko churaaye
Phir bhi uda laya baahon mein tumko
Jhonka mere pyaar ka yeh hawa yaad karoge
...tum bhi kya yaad