Skip to content

Khoobsurat

Sachin-Jigar, Vishal Mishra & Amitabh Bhattacharya
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Jo Dekhe Ek Baar Ko, Palat Ke Baar Baar Wo Khuda Jane Kyu Tujhe, Dekhne Lagta Hai Sach Bolu Imaan Se, Khabar Hai Asmaan Se Hairat Me Chaand Bhi, Tujhko Takta Hai Ke Koi Itna Khoobsurat, Koi Itna Khoobsurat Koi Itna Khoobsurat, Kaise Ho Sakta Hai Ke Koi Itna Khoobsurat, Koi Itna Khoobsurat Koi Itna Khoobsurat, Kaise Ho Sakta Hai Khoobsurti Par Teri, Khudko Maine Qurbaan Kiya Muskura Ke Dekha Tune,Diwaane Par Ehsaan Kiya Khoobsurti Par Teri, Khudko Maine Qurbaan Kiya Muskura Ke Dekha Tune, Diwaane Par Ehsaan Kiya Dhoop Bhi Tere Roop Ke, Sone Pe Qurbaan Hui Hai Teri Rangat Pe Khud,Holi Ki Rut Hairaan Hui Hai Tujhko Chalte Dekha To, Hirno Ne Seekha Chalna Tujhe Hi Sunke Koyal, Ko Sur Ki Pehchaan Hui Hai Tujhse Dil Lagaye Jo,Urdu Na Bhi Aaye To Shaks Wo Shayari Karne Lagta Hai Ke Koi Itna Khoobsurat, Koi Itna Khoobsurat Koi Itna Khoobsurat, Kaise Ho Sakta Hai Ke Koi Itna Khoobsurat, Koi Itna Khoobsurat Koi Itna Khoobsurat, Kaise Ho Sakta Hai Khoobsurti Par Teri, Khudko Maine Qurbaan Kiya Muskura Ke Dekha Tune, Diwaane Par Ehsaan Kiya Khoobsurti Par Teri, Khudko Maine Qurbaan Kiya Muskura Ke Dekha Tune, Diwaane Par Ehsaan Kiya Khoobsurti Par Teri, Khudko Maine Qurbaan Kiya Muskura Ke Dekha Tune, Diwaane Par Ehsaan Kiya Koi Itna Koi Itna Koi Itna Koi Itna Khoobsurat Kaise Ho Sakta Hai