Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Koi Mil Gaya / Raanjhanaa (Sangeet Mix)
Jatin - Lalit, A. R. Rahman, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, Alka Yagnik, Jaswinder Singh & Shiraz Uppal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Mujhko kya hua hai? Kyun main kho gaya hoon?
Paagal tha main pehle, ya ab ho gaya hoon?
Behki hain nigahein aur bikhre hain baal
Tumne banaya hai kya apna ye haal?
Koi mil gaya (koi mil gaya)
Mera dil gaya (mera dil gaya)
Kya bataun, yaaron (kya bataun, yaaron)
Main toh hil gaya (main toh hil gaya)
Koi mil gaya, mil hi gaya (mil gaya)
Hey, mil hi gaya (mil gaya)
Mujhko kya hua hai? Arey, kyun main kho gaya hoon?
Aye, paagal tha main pehle, ya ab ho gaya hoon?
Behki hain nigahein aur bikhre hain baal
Tumne banaya hai kya apna ye haal?
Koi mil gaya (koi mil gaya)
Mera dil gaya (mera dil gaya)
Kya bataun, yaaron (kya bataun, yaaron)
Ho, main toh hil gaya (main toh hil gaya)
Koi mil gaya, mil hi gaya (mil gaya)
Arey, mil hi gaya (mil gaya)
Tan thirke-thirke, mann behke-behke
Tera keh ke, keh ke khud ko
Mere dil ki baat jaane qayenaat
Tere dil ki khabar bas mujhko
Tan thirke-thirke, mann behke-behke
Tera keh ke, keh ke khud ko
Mere dil ki baat jaane qayenaat
Tere dil ki khabar bas mujhko
Aa na, baatein pyaar ki laa na
Aa na, thoda pyaar jata na
Raanjhana hua main tera
Kaun tere bin mera? Ho, kaun tere bin mera?
Rang bikhra-bikhra, sab nikhra-nikhra
Jaayein jidhar-jidhar ye naina
Mujhe khud pe naaz, hua pagla aaj
Raha apne hi bas hoon main na
Rang bikhra-bikhra, sab nikhra-nikhra
Jaayein jidhar-jidhar ye naina
Mujhe khud pe naaz, hua pagla aaj
Raha apne hi bas hoon main na
Aa na, mujhe bas kar le na
Aa na, jaan has kar le na
Hua chaaron ore shehnaai shor
Tu meri ore chal nikla
Chadhi prem-lor, oh, dil ke chor
Kar meri bhor, ab mukh dikhla
Raanjhana hua main tera, kaun tere bin mera?
Raunakein tumhi se meri, kaun tere bin mera?
Tera hai chaar-chuphera, ho, kaun tere bin mera?
Hua chaaron ore shehnaai shor
Tu meri ore chal nikla
Chadhi prem-lor, oh, dil ke chor
Kar meri bhor, ab mukh dikhla