Skip to content

Raat

SOS
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Raatein yeh jaan hai Sad boi vibes but heart full of pride Tabhi samjhe na khudko Baje poori night I'm out of my mind Chila raha koi sun lo Aah haaan, dekho toh aankhein bata dengi haal Aaye yaad, aag ka sukoon aur yaaron ka saath Joh gaye mere saath, drinks up aur pade barsaat Fake love chod hamein chahiye na, aisi ho raat Phir honge sabbhi saath, duniya ki baatein chodo bakwas Sheesha se sheesha takraye, aisi ho raat Din mein dekha jo bhi drama Hui raat kaan se nikala Jali aag ab main udta jaa raha Sar khap raha hai toh mann ki sun le Bhar ke maine faada kaagaz Bhook lagi par hain jebein khaali Chalo tapri pe phir chale udhaari Subah nikla suraj ab aankhein dard dein Sar fata jaaye par sona na chahe Ham samjhe na khudko Baje poori night I'm out of my mind Chila raha koi sun lo Aah haaan, dekho toh aankhein bata dengi haal Aaye yaad, aag ka sukoon aur yaaron ka saath Joh gaye mere saath, drinks up aur pade barsaat Fake love chod hamein chahiye na, aisi ho raat Phir honge sabbhi saath, duniya ki baatein chodo bakwas Sheesha se sheesha takraye, aisi ho raat Raatein yeh jaan hai Yaaron ka saath hai Bujhti na aag hai, Ay