Skip to content

Koi Ho

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Koi ho ik pari aisee jiske jhulpho k jhoko se kaliya khil uthe Koi ho nazneen aisee jiskki hoton ki laali pe poorab saans le Koi hoo jise Dekh k ye Dil pad Jaye uljhan me kya kahe kya na kahe Koi ho aake Jo gudgudaye khwabo ki aur sharmake kahe Kay Bai sangu Kas g sangu Malach Mazi vate laaj Kahitri houn gelay aaj Kay Bai sangu kas g sangu Shananannana... Kisi behte ambar tale poorvaiya Jo chale Sarso ki kalino par lahar lahar machale Ye Dekh k najara yahi Dil me Aaye sabke Lo uska aanchal uda aanchal k rang chhalke Koi ho jise Dekh k nadiya b Ruk Jaye aur Sagar b bahe Koi ho aake Jo gudgudaye khwabo ko aur Sharma ke kahe Kai Bai sangu Kas g sangu Malach Mazi vate laaj Kahitri houn gelay aaj Kay Bai sangu kas g sangu Kusumita... Payalka Taal Uske boonde ho barisho ki koyal b geet Gaye Uske suro me ghull k Ye chand ho usika Tare b ho usi k Kudarat use nihare mausam badal badal k Koi ho Jose Dekh k Dekhne wala dekhkar bas dekhta hi rahe Koi ho nazneen aisee jiskki hoton ki lali pe poorab sas le Koi ho jise Dekh k Dil pad Jaye uljhan me kya kahe kya na kahe Ki ho aa ke Jo gudgudaye khwabo ko aur Sharma ke kahe Kay Bai sangu kas g sangu malach Mazi vate laaj kahitri houn gelay aaj Kay Bai sangu kas g sangu...