Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Muddat Mein Woh Phir
Jagjit Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Muddat mein vo phir tazaa mulaaqaat ka aalam

Khamosh adaon mein vo jazbaat ka aalam
Allaah re, vo shiddat-a/e-jazbaat ka aalam

Kuch kah ke vo bhuuli huee har baath ka aalam

Aariz se dhalakte hue shabnam ke vo qatare

Aankhon se jhalkata hua barasaat ka aalam

Vo nazaron hee nazaron mein savalat kee duniyaa

Vo aankhon hee aankhon mein javaabat ka aalam