Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khushi Bhi Mili Hamko
Lata Mangeshkar
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Raat khaamoshi se aatee hai, chali jaatee hai
Zindagi dard ke saanche mein dhali jaatee hai
Khushii bhee milee hum ko to gam se bhari
Ajab hai ye qismat kee jaaduugari
Khushii bhee milee hum ko to gam se bhari
Ajab hai ye qismat kee jaaduugari
ย
Khoi-khoi aajakal dil kee har umang hai
Jaane zindagi ka ye kaisa rang hai
Kabhi hai andhera, kabhi roshni
Khushii bhee milee hum ko to gam se bhari
Ajab hai ye qismat kee jaaduugari
ย
Hasaraten buji-buji, hausale thake-thake
Mil ke bhee kisi se hum mil nahin sake
Khili naa bahaaron mein dil kee kalee
Khushii bhee milee hum ko to gam se bhari
Ajab hai ye qismat kee jaaduugari
ย
Pyaar kee khushii hamein mil saki naa pyaar mein
Kithne din guzar gae intazaar mein
Kahaani hamaari adhooree rahee
Khushii bhee milee hum ko to gam se bhari
Ajab hai ye qismat kee jaaduugari
ย