Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Neymat
Agaahi
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tu meri jaane jaana aise muskurati
Gaflat mein padde hue nikle na zara bhi
Tu jo hai zindagi mein aisi kya dua ki
Itni jo neymat barsi pehle to hua ni
Meri jaane jaana kar gyi deewana
Maine socha kuch nahi wo tera dhamkana
Meri jaane jaana kar gyi deewana
Maine socha kuch nahi wo tera dhamkana
Mera tujhse yu milna
Us waqt ka yu guzarna
Guzre pal mai kya jee lu ab to hai nahi sambhalna
Mujhme tezi bohot hai
Tum chalti soch samjh ke
Gaadi jaati hai 100 ke paar to tumko kyun theherna
Hoti hai jhooti taarefein nahi
Mujhme hai akal to peeche ghumu nahi
Tera hai zikr to mai bas bolu sahi
Karta na fikar tu khudme bohot hai sahi
Tu meri jaane jaana aise muskurati
Gaflat mein padde hue nikle na zara bhi
Tu jo hai zindagi mein aisi kya dua ki
Itni jo neymat barsi pehle to hua ni
Meri jaane jaana kar gyi deewana
Maine socha kuch nahi wo tera dhamkana
Meri jaane jaana kar gyi deewana
Maine socha kuch nahi wo tera dhamkana
Hoti thi fikar karta tha koshishe
Karta tha zikar usi khamoshi se
Tumne dekha na kyun tum na sun sake
Phir Tum jo dikhte the wo tum na ban sake
Aisi galti kya jo sard raate kaatu mai akele
Aisi galti kya jo meri mohabbat ko tu dhakele
Aisi galti kya jiski saza bhi bhugtu mai akele
Aisi galti kya jiski saza bhi bhugtu mai akele
Tujhse tab milunga
Jab ho qayamat ka din
Us din bhi jaane jaana
Tum apna sach chupaana
Tujhko pta nahi mujhe pta tera fasaana
Hongi nahi ab teri taareefein
Ab na aana yaha mai tera ghar na raha
Mohra mai bana chali tum saazishein
Mohabbat hai dafan, ab khuda haafiz hai
Tu meri jaane jaana aise muskurati
Gaflat mein padde hue nikle na zara bhi
Tu jo hai zindagi mein aisi kya dua ki
Itni jo neymat barsi pehle to hua ni
Meri jaane jaana kar gyi deewana
Maine socha kuch nahi wo tera dhamkana
Meri jaane jaana kar gyi deewana
Maine socha kuch nahi wo tera dhamkana