Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Panchhi Ban Mein
Naushad Ali
,
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Panchi ban mein...
Panchi ban mein piya-piya gane lagaa
Panchi ban mein...
Sakhi haathon se, haay, sakhi haathon se
Sakhi haathon se dil mera jaane lagaa
Panchi ban mein...
Panchi ban mein piya-piya gane lagaa
Panchi ban mein...
Sun paapi kee dhun, sun paapi kee dhun
Sun paapi kee dhun, mera dhadke hai jee
Ho, mera dhadke hai jee
Milee naina kisi se, huee main baawari
Ho, milee naina kisi se, huee main baawari
Mazaa jeene ka, haay, mazaa jeene ka
Mazaa jeene ka ab muje aanae lagaa
Panchi ban mein...
Panchi ban mein piya-piya gane lagaa
Panchi ban mein...
Gayi tan-man main haar, gayi tan-man main haar
Gayi tan-man main haar ladi aisee nazar
Ho, ladi aisee nazar
Dil deke rahee naa muje apanee khabar
Ho, dil deke rahee naa muje apanee khabar
Mera nanha sa, haay, mera nanha sa
Mera nanha sa jiyaa balkhane lagaa
Panchi ban mein...
Panchi ban mein piya-piya gane lagaa
Panchi ban mein...