Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Chasing
The Yellow Diary
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ruka hua
Dil ye vahaan pe
Chhu kar gaya
Khaab jahaan pe
Aankhon mein
Neend ka naam na
Raaton mein aasamaano mein yu
Jhaankna
Khudse hi baate
Behisaab ho
Vakt ke chalne ka bhi koi
Hisaab na
Hai chaahe jahaan
Aaj Mera
Hai paas mere
Khaab mera
Ghum si hain meri raahein
Ghum si hain meri raahein
Toh kya hua
Ghum jo hain raahein
Har daastaan
Hi gujri yahaan se
Har ghadi
Khud ka hi saamna
Aankhon mein dar hai par
Rukne ka
Naam na
Khudse hi baate
Behisaab ho
Vakt ke chalne ka Bhi koi
Hisaab na
Hai chaahe jahaan
Aaj Mera
Hai paas mere
Khaab mera
Ghum si hain meri raahein
Ghum si hain meri raahein