Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Main Rang Sharbaton Ka - Reprise Verson
Arijit Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Khwaab hai too, neend hoon main
Donon mili raat bane
Rose yahi maangoon dua
Teri meri baat bane, baat bane
Main rang sherbaton ka, too mithe ghat ka paani

Muje khud mein ghol de to, mere yaar, baath ban jaani
Rang sherbaton ka, too mithe ghat ka paani

ਹੋ, ਯਾਰਾ, ਤੁਝੇ ਪਿਆਰ ਕੀ ਬਤੀਆਂ ਕਿਆ ਸਮਝਾਵਾਂ
ਜਾਗ ਕੇ ਰਤੀਆਂ ਰੋਜ਼ ਬਿਤਾਵਾਂ, ਇਸਸੇ ਆਗੇ ਅਬ ਮੈਂ ਕਿਆ ਕਹੂੰ?
ਹੋ, ਯਾਰਾ, ਤੁਝੇ ਬੋਲਦੀ ਅੱਖੀਆਂ, ਸਦਕੇ ਜਾਵਾਂ
ਮਾਂਗ ਲੇ ਪੱਕੀਆਂ ਆਜ ਦੁਆਵਾਂ, ਇਸਸੇ ਆਗੇ ਅਬ ਮੈਂ ਕਿਆ ਕਹੂੰ?
Maine to dheere se, neendon ke dhaage se
Bandha hai khvaabon ko tere
Main naa jahaan chaahoon, naa aasamaan chaahoon
Aaja hisse mein too mere
Too dhang chaahaton ka, main jaise koyi naadaani

Muje khud se jod le to, mere yaar, baath ban jaani
Rang sherbaton ka, too mithe ghat ka paani
Main rang sherbaton ka, too mithe ghat ka paani
Muje khud mein ghol de to, mere yaar, baath ban jaani
Rang sherbaton ka, too mithe ghat ka paani
Hmm, tune jo dekha hai, tune jo jaanaa hai
Hoon bhee, nahin bhee hoon main vo
Chaahoge tum jesaa ho jaaoongaa vaise
Chaaho to vaadaa ye le lo
Tum ek musaafir ho, main koyi raah anjaani

Man chaahaa mod de to, mere yaar, baath ban jaani