Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Stories
AAGNEYA
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yaara,lakho hai par yaari nahi nibhane ko hai
Woh tha sabka bhai,na ab koi hasane hai
Hu main sath tere har waqt,bas chalta reh
Suna boht hai ye adhe se murne lage
Bhai ko bohoto ne,bola banda mast hai tu
Bohoto se bohot aaj khade hai khilaf mere
Bole bhi na kuch,kya hai meri galti bas
Nafrat inhe jamta,aur de sake na karan ye
Bhai khoya sa kyu rehta jane koi nahi
Bhai has raha hai tut ke bhi,roye nahi
Bhai bolna chahta bohot kuch,na sune koi
Bacha kya hi pas mere,chin le sase bhi!
Woh banda,leta has aage maa baap ke
Seh chuke,woh boht kuch,ab dena chahe khushi unhe
Woh banda bhi tha bhul chuka,dard kya hai
Dusro ki khush me hi khudki bhi dhund le
Woh banda teri jaan bhi aur rakh wahi
Woh banda teri maat teri jeet wahi
Woh banda jisne,khudko hi kos diya
Dusro ki khushi chahe,aaj uska koi nahi
Tu woh doori woh jo banayi maine khudse hi
Dilase kaise de woh hoke bhi ab meri nahi
Fake tags me tha uljha hua banda woh
Koi bestie,koi pyaar,par koi real nahi
Woh ayi leke pas mere fasle
Uske mere bich,kaha khatam drame
Dikhi agle din hi,aage piche das the
Pata tha nahi ki ghore bhage uspe
Karo mat beef na main karu react
Bhailog ko jaate hue dekha rehab
Phir bhi mein pills leke horaa relax
Kamyabi inke liye bas revenge
Khulli hai aankhe ab nahi hai neend
Bhavisya ki socho mat dekho ateet
Dum rakho aisa ki badlo naseeb
Alag hoon sabse isliye ajeeb
Jakhmo ko jhelke mein kehta main thik
Kese mein jau stucked in ma dreams
Woh karte hai lafra mein throw karu peace
Mat karo compare tum humare beech
Mein dekhu aasmaan ko dikhe hai jivan
Mur ke main dekhu toh peeche musibat
Malikul maut mere ekdam samne
Khudke hi gharpe bana anjaan mein
Music or rap tohh pura haram hai
Char farishtey dikhe aassmaan mein
Parhu namaz yaa parhu quraan mein
Dooba hoon mein apne hi gunaho mein
Nashe bhi kiye aur ghumaya bandi
Duaa mein bethke maangu kyaa maafi
Baap mera haaji or beta hai paapi
Sunani hai mereko gharki kahani
F*ck your society,pani bhi mango toh,gale tak pilaye vish
Baap ke paiso,pe beta bandi gadi leke kar raha kiss
Akho samne hi,woh bola kya tha kaam tera
Bolna toh chahta tha main,paise nanga karde dekh zara
Mushkil aye boht,use mat taal tu
Kandha bhari lage apno dekh aasu
Ek ladki jisne kaha meri aas tu
Ek ladki jo thi nikli jism me hi pyar dhund
Pasand nahi inhe,bol dete ye gunnah
Banti nahi uske baap se,beta kharab
Beti hoti toh ye din bhi na dikhe aaj
Aakhe nam hoti maa ki suni awaz
Baje 12,koi jagaye mujhe nind se
Kehta so na mat tum sapne tere thik nahi
Degree lena tujhe,izzat lagi dau me
Kyu aisa lage,soch meri,par mere bas me nahi
Tairna nahi aata dooba paapo ke sagar mein
Kamra band karke main betha ujagar mein
Kalam se likhra chadar ke andar mein
Maa puche kyu betha darwaza band karke
Nahi chalta yeh sab mere ghar ke aangan mein
Joint ka dhua woh bane kaale badal mein
Sunta nhi gaane toh ban jata pagal mein
Beh gaya beat pe par ter na nahi aata hai
Karo mat beef na main karu react
Bhailog ko jaate hue dekha rehab
Phir bhi mein pills leke horaa relax
Kamyabi inke liye revenge
Khulli hai aankhe ab nahi hai neend
Bhavisya ki socho mat dekho ateet
Dum rkho esa ki badlo naseeb
Alag hoon sabse isliye ajeeb