Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai
Jagjit Singh
Popularity · High
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Shaam se aankh mein nami si hai
Shaam se aankh mein nami si hai
Aaj phir aap ki kamin si hai
Shaam se aankh mein nami si hai
Dafn kar do hamein ke saans mile
Dafn kar do hamein ke saans mile
Nabj kuchh der se thami si hai
Nabj kuchh der se thami si hai
Aaj phir aap ki kami si hai
Waqt rehata nahi kahin tikkar
Waqt rehata nahi kahin tikkar
Isaki aadat bhi aadami si hai
Isaki aadat bhi aadami si hai
Aaj phir aap ki kami si hai
Koyi rishta nahi raha phir bhi
Koyi rishta nahi raha phir bhi
Ek taslim laajami si hai
Ek taslim laajami si hai
Shaam se aankh mein nami si hai
Aaj phir aap ki kamin si hai