Duaa
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Kise puchu
Hai aisa kyu
Bejubaan saa
Ye jahaan hai
Khushi ke pal
Kahaan dhundoo
Benishaan sa
Waqt bhi yahaan hai
Jaane kitne labon pe gile hai
Zindagi se kai faasle hai
Base jitte hai sapne kyun aankhon me
Lakire jab chhoote in haathon se yun bewajah
Saanson ne kahaan rukh mod liya
Koi raah nazar mein naa aaye
Dhadkan ne kahaan dil chhod diya
Kahaan chhode in jismon mein saye
Yahi baar baar sochti hu
Tanha main yahaan
Mere saath saath chal raha hai
Yaado ka duaa