Skip to content

Shayad Main Zindagi Ki Sahar (From "The Latest")

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

shyad main zindagi ki sehar leke aagaya shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya kaatil ko aaj apnay hi ghar leke aagaya shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya ta umer dhondta raha manzil mai ishq ki ta umer dhondta raha manzil mai ishq ki anjaam yeh ki gard e safar leke aagaya kaatil ko aaj apnay hi gahr leke aagaya nashtar hai mere haath mai kaandhon pe mai qada nashtar hai mere haath mai kandhon pe mai qada. lo mai ilaaj dard e jigar leke aagaya kaatil ko aaj apne hi ghar leke aagaya faakir sanam qaday main na aata mai laut kar ek zakhm bhar gaya tha idhar leke aagaya ek zajhm bhar gaya tha idhar leke aagaya shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya kaatil ko aaj apne hi ghar leke aagay