Main Ishq Hoon
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Main Ishq Hoon
Do Pal Ke Liye Hoon
Haan Ishq Hoon
Do Pal Ke Liye Hoon
Ehsaas Hoon
Bas Dil Ke Liye Hoon
Uljhan Hoon Qaahal Ke Liye Hoon
Haan Ishq Hoon
Do Pal Ke Liye Hoon
Main Ishq Hoon
Do Pal Ke Liye Hoon
Ehsaas Hoon Bas Dil Ke Liye Hoon
Jaaoge Kahan Mujhse Daaman Ko Chhuda Ke
Main Dhoond Lunga Tumko Har Ek Jahan Mein
Ho.o.o.o.o
Jaaoge Kahan Mujhse Daaman Ko Chhuda Ke
Main Dhoond Lunga Tumko Har Ek Jahaan Mein
Rehta Hoon Sadaa.
Ho.oo.
Rehta Hoon Sadaa Har Pal Ke Liye Hoon
Rehta Hoon Sadaa Har Pal Ke Liye Hoon
Main Ishq Hoon
Do Pal Ke Liye Hoon
Thehra Hoon Kahan Halchal Ke Liye Hoon
Main ishq Hoon
Do Pal Ke Liye Hoon
Ashqon Ki Zubaan Bhi Main
Aahon Ka Bhi Dariya
Hontho Ki Dua Hoon Main
Hoon Noor Khuda Ka
Har Aaj Mein Hoon
Hoo
Har Aaj Mein Hoon
Har Kal Ke Liye Hoon
Har Aaj Mein Hoon
Har Kal Ke Liye Hoon
Main Ishq Hoon
Do Pal Ke Liye Hoon
Ehsaas Hoon
Bas Dil Ke Liye Hoon
Haan Ishq Hoon
Do Pal Ke Liye Hooon...