Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Pehle Ki Taraah
Rushil Aswal, shreshth.
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dar lagta hai ki bhatak na jaaoon
Phir bhi is bheed mein khona chaahoon
Poochte hain vo jo saath chale the
Kuch keh na doon jo main kehne se pachtaaoon
Par jab galat sahi, dikhe hi nahi
To jaane se, bhalaa kyun tarasti bewajaah tu
Har baar ek hi cheez dhoondein vahi hum
To kyun ab bulaae pehle ki taraah tu
Kyun to ye bhooljaae ki main ab pehle ki taraah na hoon
Ab manzil alag hai
Alag hai safar
Alag hi chhat hai
Alag hi hai ghar
Rakh rakh kar patthar hi to mehal bante hain
Inka vazan uthaana padta hai na ye aasmaan se girte h
To kyun kahe ki thak jaaenge hum
Girjaaenge hum kabhi bhi
Itna bhi kya darna girne se ki hum chalna hi band kardein
Par jab galat sahi, dikhe hi nahi
To jaane se, bhalaa kyun tarasti bewajaah tu
Har baar ek hi cheez dhoondein vahi hum
To kyun ab bulaae pehle ki taraah tu
Kyun to ye bhooljaae ki main ab pehle ki taraah na hoon
Ab manzil alag hai
Alag hai safar
Alag hi chhat hai
Alag hi hai ghar
Mera dil chaahta hai ki main ab na jhukoon
Tere liye ab main kabhi na mudoon
To ab tu mat pooch ki main hoon kaisa aur main hoon kahaan
Meri daasta ab main kuch hi likhdoon
To kyun ab bulaae pehle ki taraah tu
Kyun tu ye bhooljaae ki main ab pehle ki taraah na hoon
To kyun ab bulaae pehle ki taraah tu
Kyun tu ye bhooljae ki main ab pehle ki taraah na hoon
Ab manzil alag h
Alag h safar
Alag hi chhat hai
Alag hi hai ghar