Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Chal Udd Jaayein
Swasti Mehul
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Rang birangi kitni
Aayi ye titliyaan
Aasmaan mein chamki
Dekho ye bijliyaan
Mile hain jaise
Hum tum abhi
Mile hain fir se
Kho ke kahin
Behti hawaayein
Chal udd jaayein
Neele gagan mein
Chal udd jaayein
Behti hawaayein
Chal udd jaayein
Neele gagan mein
Chal udd jaayein
Dheeme dheeme
Waqt theher jaaye
Bheege bheege
Badal bhi ghir aaye
Dheeme dheeme dheeme se
Waqt theher jaaye
Bheege bheege bheege se
Badal bhi ghir aaye
Purane kisse
Kholein abhi
Yaadon ke hisse
Jeelein abhi
Behti hawaayein
Chal udd jaayein
Neele gagan mein
Chal udd jaayein
Behti hawaayein
Chal udd jaayein
Neele gagan mein
Chal udd jaayein