Skip to content

Rishta Yeh Kaisa Hai

Jagjit & Chitra Singh
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai Pehchan jis se nahi thi kabhi Apna bana hain wahi ajnabi Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai Tumhe dekhti hi rahu main hamesha Mere samne yun hi baithe raho tum Karu dil ki bate main khamoshiyo mein Aur apne labo se na kuch bhi kaho tum Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai Yeh rishta hai kaisa yeh naata hai kaisa Yeh rishta hai kaisa yeh naata hai kaisa Tere tan ki khusaboo bhi lagti hai apni Yeh kaisi lagan hai yeh kaisa milan hai Tere dil ki dhadkan bhi lagti hai apni Tumhe pake mehsus hota hai aise Ke jaise kabhi hum zuda hi nahi the Ye mana ke jismo ke ghar to naye hai Magar hai purani yeh bandhan dilon ke Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai