Skip to content

Ummati (Islamic Nasheed)

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Mein tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Be Sahara Hoon Daman Bhi Hai Khali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Gham Ke Andheron Ne Yo Ghera Hua Hai Aaqa Dushwar Ab Jeena Mera Hua Hai Bigri Bana Do Meri Taiba Ke Wali Bigri Bana Do Meri Taiba Ke Wali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Jis Ko Bulaya Gaya Wohi Arsh e Bareen Hai Ap Ke Siwa Aisa Koi Nahi Hai Jis Ki Na Baat Koi Rab Ne Bhi Taali Jis Ki Na Baat Koi Rab Ne Bhi Taali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai To Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam