Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Haule Se
NRK
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Eh chaand tu kyu hai khila
Sanam nhi yaha tu phir dhal ja
Eh fiza meri hasi na udaa
Kya tu na jane vo sanam beparva
Mann ke na raaz khole
Duniya naraz hole
Arsa hua mille per
Dheeme se kanno main bole
Mann ke na raaz khole
Uski yaadon mai rolein
Arsa hua mille per
Dheeme se kanno main bole
Haule se voh deti hai dastak
Dil ki tu sunega yoon kab tak
(Haan) kab tak jalega, bhujega, ghutega
(yoon kab tak)
Yaadon ki dhul palko pe meri hai jab tak
Haule se dil pe deti hai dastak
Dil ki main sunta rahunga yun kab tak
Kab tak jiyunga, jiyunga, jiyunga
Ghutunga, jiyunga, jiyunga
Ecstasy sa uski aankhon main nasha
Aisa asar ke hosh na rha
Uske chhune se barsi aisi rehmat
Zinda hua main phir se marrkar
Haule se voh deti hai dastak
Dil ki tu sunega yoon kab tak
Kab tak jalega, bhujega, ghutega
Kab tak (bhujega)
Yaadon ki dhul palko pe meri hai
(yaadon, palko)