Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hasina Pagal Deewani
Mika Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aisa kisne pilaaya
Jo deewani ban gayi
Jaane kuch toh milaaya
Jo kahaani ban gayi
Aisa kisne pilaaya
Jo deewani ban gayi
Jaane kuch toh milaaya
Jo kahaani ban gayi
In baaton se toh main thi anjaani
Dil mera haaye kar baitha shaitaani
Aaj na sona saari raat dil mera haaye
Oh saawan mein lag gayi aag
Dil mera haaye
Oh saawan mein lag gayi aag
Dil mera haaye
Haaye kahaan se tu aayi baby
Kahaan pe tu jaayegi
Lagta hai floor pe tu
Tabaahi machaayegi
Ho kahaan se tu aayi baby
Kahaan pe tu jaayegi
Lagta hai floor pe tu
Tabaahi machaayegi
Sun ae haseena paagal deewani
Sun ae haseena paagal deewani
Aaj na soya saari raat ke dil mera
Haaye
Oh saawan mein lag gayi aag
Dil mera haaye
Oh saawan mein lag gayi aag
Dil mera haaye
Mood banaake sharam hataake
Glow dekho aaye mere face pe haaye
Aayi mummy ko pata ke daddy se chhupaake
Daaru na giraana mere dress pe
Oh sun ae haseena paagal deewani
Sun ae haseena paagal deewani
Ghar na jaana saari raat ke dil mera
Haaye
Oh saawan mein lag gayi aag
Ke dil mera haaye
Oh saawan mein lag gayi aag
Ke dil mera haaye