Skip to content

Shaad

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aasmaan kyun, khil ke ye khila bhi kyun nahi Tune jo kaha, maine suna bhi kyun nahi Shaad. Shaad. Aaftaab kyun, khil ke ye khila bhi kyun nahi Tune jo kaha, maine suna kyun nahi Shaad. Shaad. Aaj to koi, pooche bina Sath wo raha, yun khaamkha Beshaq sitam, hue humpe yun janaab Malaal jo rakhe, jazaa ki jagah hui kahan Shaad. Shaad. Khaar phir bhi saath hai Na dil ka karaar hai Shaamein bari wo nahi Dor hai ki zaat ko Nahi bair tumse Shaamein bari wo nahi Aaj to koi, pooche bina Sath wo raha, yun khaamkha Beshaq sitam, hue humpe yun janaab Malaal kyun rakhe, dil khamkha Haaaa Haaaa Haaaa Haaaa Aj bhi ye raaz hai Roz nar-daraaz hai Tune kya ye keh dia Mijaaz kyun jawaaz hai Hoooo Hoooo Hoooo Hoooo Aasmaan kyun, khil ke ye khila bhi kyun nahi Tune jo kaha, maine suna bhi kyun nahi Shaad. Shaad.