Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ishq Mein
Sachin-Jigar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kuch dinon se mujhe pehle se aur bhi
Achchhe lagte ho tum
Aisi tum mein, sanam, jaane kya baat hai
Achchhe lagte ho tum
Maine dil ko kabhi
Aazmaya hi na tha iss tarah, iss tarah
Kyunki pehle mujhe toh kisi pe bhi kabhi
Pyaar aaya naa tha iss tarah
Ishq mein, tere ishq mein
Tujhe kya bataun, yaara, tere ishq mein
Ishq mein, ishq mein
Haan, main kis qadar fida hoon, yaara, tere ishq mein
Ishq mein, ishq mein
Haan, main kis qadar fida hoon, yaara, tere ishq mein
Ishq mein, tere ishq mein
Ishq mein, tere ishq mein
Ek nasha hai tere ishq mein
Ishq mein, tere ishq mein
Ishq mein, tere ishq mein
Sab fanaa hai tere ishq mein
Ho, jis din mujhe tu na mile
Whoa, jis din mujhe tu na mile
Usko main din hi ginta nahi
Hoti nahi jo tujhse judi
Main baat hi woh sunta nahi
Haan, kisi ka nasha
Sar chadhaya hi na tha iss tarah, iss tarah
Kyunki pehle mujhe toh kisi pe bhi kabhi
Pyaar aaya na tha iss tarah
Ishq mein, tere ishq mein
Tujhe kya bataun, yaara, tere ishq mein
Ishq mein, ishq mein
Haan, main kis qadar fida hoon, yaara, tere ishq mein
Ishq mein, ishq mein
Haan, main kis qadar fida hoon, yaara, tere ishq mein
Ishq mein, tere ishq mein
Ishq mein, tere ishq mein
Ek nasha hai tere ishq mein
Ishq mein, tere ishq mein
Ishq mein, tere ishq mein
Sab fanaa hai tere ishq mein
Jab se pada main tere ishq mein
Main na raha main tere ishq mein
Kuch toh hua hai tere ishq mein
Main na raha main tere ishq mein