Skip to content

Jaan Bolti Hai

Karma, Deep Kalsi
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Mai bae bolta hun Wo pyaar bolti hai Mai ek behas karun Wo chaar bolti hai Wo ruth ke bhi bole kya kamaal bolti hai Meri jaan ki mai jaan hun wo saaf bolti hai Mai bae bolta hun Wo pyaar bolti hai Mai ek behas karun Wo chaar bolti hai Wo ruth ke bhi bole kya kamaal bolti hai Meri jaan, meri jaan, mujhe jaan bolti hai Usko trust issue Mai bola trust me Wo boli kyu bachana chahta hai in sab se Mai bola love you, pata ni kab se Par tujhko mangunga agar kuch mangunga rabb se Hum dono psycho hai saath apni class bolti hai Har subah ko ladayi har shaam dosti hai Chahe chehra dekhe mera jab wo aankh kholti hai Mai thik hun ya nahi har raat puchti hai Baby see you ladai ki dukaan kholti hai Bole kuch bhi gadbad jhuth bola saaf fansi hai Usne kabhi mujhse aaj tak jyada kuch ni maanga Sirf teen shabd maange sare aam bol diye Mai bae bolta hun Wo pyaar bolti hai Mai ek behas karun Wo chaar bolti hai Wo ruth ke bhi bole kya kamaal bolti hai Meri jaan ki mai jaan hun wo saaf bolti hai Mai bae bolta hun Wo pyaar bolti hai Mai ek behas karun Wo chaar bolti hai Wo ruth ke bhi bole kya kamaal bolti hai Meri jaan, meri jaan, mujhe jaan bolti hai Food truck se bhi khaaye, kare cube me dinner Mai usko dekhu sochu kya khoob hai dinner Wo chahe jaldi bolu mai qabool hai nikaah Mai usko dekhu khud ko bolu kyun be winner Wo puche naa ke ghumne ko car kaunsi hai Wo Scooty pe bhi baithe, bike pe bhi comfy hai Le ride ke maje na soche kaha pahunch gaye Mai shoot pe tha jab usne paanch call kiye (Phone Ringing Sound) Mai call ni uthata ilzaam roj ke hai Mere karam hi aise hai, wo haraam sochti hai Mai itna bura ni jitna kharab sochti hai Par fir bhi kare pyaar uski aankh bolti hai