Rehmo Karem
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
meri aarju
mera khwab tu
meri raton ka mahtab tu
mera ishq tu hai karar tu
meri zindagi ki bahar tu
ye pyar ka aalam
mil jaaye hum aur tum
kar de khuda rehmo karem
ye pyar ka aalam
mil jaaye hum aar tum
kar de khuda rehmo karem
tu hi to hai rooh ka sukoon
tu hi to mera junoon
ye bayan kare aakhe mere mehram
ye pyar ka aalam
mil jaye hum aur tum
kar de khuda rehmo karem
ye raat ye seher ye sukoon bhara peher