Ram Anthem - Jai Shree Ram
Ravan
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
राम रामेति रामेति रमे रामे मनोरमे
सहस्रनाम तत्तुल्यं रामनाम वरानने
Chehre par tej surya sa
Hatho me dhanush band hai
Kano me kundal
Mathe pe Chandan ka tilak hai
Bhujaye jinki balshali
Kajraare kamal nayan hai
Veero ke veer
Mere Prabhu shree Ram hai
Dharam ki rah jo dikhaye
Vo mere shree Ram hai
Adharm se jo takraye
Vo mere Prabhu Ram hai
Jai shree Ram Ek baar kaho
Jai shree Ram sab milke kaho
Jai shree Ram bss kehte raho
Dharti pe Vishnu ke avtari
Vo aise charitravan hai
Vo bss maa Sita ke hue
Purusho me sabse uttam
Unsa na koi kabhi purush hua
Vo itne agyakari
Pita ki baat na tali kabhi
Bss pita ke vachan ki khatir
Kon hua hai jo van ko gya
Jo pag se Ahilya taar aye
Vo mere shree Ram hai
Jo Krodh me sagar sukhaye
Vo mere Prabhu Ram hai
Jai shree Ram Ek baar kaho
Jai shree Ram sab milke kaho
Jai shree Ram bss kehte raho
Dharti pe Vishnu ke avtari
Nirbal ke tum bal ban gye
Or bali ka uddhar kiya
Tumne Di hanuman ko bhakti
Shabri ko bhi maan diya
Prem ki khatir Ram Setu bna
Vo bhav sagar bhi paar hua
Prabhu Jisne tumhara naam liya
Jo manavta ko bachaye
Vo mere shree Ram hai
Jo dharm se dharm ko sikhaye
Vo mere shree Ram hai
Jai shree Ram Ek baar kaho
Jai shree Ram sab milke kaho
Jai shree Ram bss kehte raho
Dharti pe Vishnu ke avtari