Bulbul Sa
Swanand Kirkire, Faridkot, Rajarshi Sanyal, IP Singh
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Ke jag sab jhooth-maya, qaaya le, sambhaal jogi, oye
Likhi jo rab ne hai takdeer mein wahi baat hogi, oye
Ke jag sab jhooth-maya, qaaya le, sambhaal jogi, oye
Likhi jo rab ne hai takdeer mein wahi baat hogi, oye
Ke tere paap-pundya ka ghada tootke deh jaayega yun
Karam ki raah pe na ban jaana maaya ka bhogi, oye
Karam ki raah pe na ban jaana maaya ka bhogi, oye
Laga hai zang teri rooh pe, tu dhoop mein hai jhulsa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Kaise chhaanv tatole, rehem ko dhoondhe, baadal ko tu tarsa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa re bandeya
Gumi hui bulbul-sa
Ke nakshe bigad gaye hain tere haathon ki lakeeron ke
Ke nakshe bigad gaye hain tere haathon ki lakeeron ke
Hain jitne gham nahin ghurbat mein, utne hain ameeron ke
Kaahe chipak raha sangsaar se? Jhootha ye khilauna hai
Mile jo raah mein to samajh liyo tu shabad fakeeron ke
Mile jo raah mein to samajh liyo tu shabad fakeeron ke
Laga hai zang teri rooh pe, tu dhoop mein hai jhulsa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Kaise chhaanv tatole, rehem ko dhoondhe, baadal ko tu tarsa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa re bandeya
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa (gumi hui bulbul-sa)
Gumi hui bulbul-sa (bandeya)
Gumi hui bulbul-sa (gumi hui bulbul-sa)
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa (gumi hui bulbul-sa)
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa
Gumi hui bulbul-sa (bandeya, gumi hui bulbul-sa)