Skip to content

Chhodo Bhi Yeh

Alchemy
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Yeh saare Tere shikve Yeh saari Teri naadiniyaan Saare nagme Saari baatein Kyu jee raha hai tu Bezubaan Yun jo tu chup hai Oh yun bandhe hue sapne Akele jo kati, woh raatein Haskar unhe Bhula bhi de Chodo bhi yeh Jaane bhi do Gum mein kyu ho Muskura bhi do Zindagi milegi na fir kabhi Har lamhe ko tu jee Chaahein jo ho Kyu yeh duniyaan teri Ruthi ruthi si hai In taaron ki tarah Tuti tuti si hai Haan ab zikr hua hai jo Toh yeh baat jaanlo Hain duniya, zaalim Kahaan maanlo Chodo bhi yeh Jaane bhi do Gum mein kyu ho Muskura bhi do Chodo bhi yeh Jaane bhi do Gum mein kyu ho Muskura bhi do Yeh kaayanat naa jaane Ikhtiyaar teri Tera jahaan hai Hayaat hai teri Yeh kaayanat naa jaane Ikhtiyaar teri Tera jahaan hai Hayaat hai teri Chodo bhi yeh Jaane bhi do Gum mein kyu ho Muskura bhi do Woah Woah Woah Woah Chodo bhi yeh Jaane bhi do Gum mein kyu ho Muskura bhi do Chodo bhi yeh Jaane bhi do Gum mein kyu ho Muskura bhi do