Manzar
Mahlia Kamath Suraj and Earl Edgar
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Ghoome kise hain tere naina
Kyun khoye nind ya khoye chaina
Manzil yahaan hai meri panah mein
Palkon pe sajne de ye lamha
Honton pe sajne de ye tarama
Manzil yahaan hai meri panah mein tu aaja
Manzar tu mere khwabon ka
Manzar meri raaton ka
Manzar meri yaadon ka
Manzar woah-woah
Tu meri raahon ka manzar
Inn baahon ka manzar
Tere waadon ka manzar woah-woah
Tu hi hai meri hasraton mein
Tu hi hai meri arzoo mein
Tu hi basi hai mere jahaan mein
Tu hi hai meri saanson mein
Tu hi hai meri chahton mein
Manzil yahaan hai meri panah mein tu aaja
Manzar tu mere khwabon ka
Manzar meri raaton ka
Manzar meri yaadon ka
Manzar woah-woah
Tu meri raahon ka manzar
Inn baahon ka manzar
Tere waadon ka manzar woah-woah
Manzar tu mere khwabon ka
Manzar meri raaton ka
Manzar meri yaadon ka
Manzar woah-woah
Tu meri raahon ka manzar
Inn baahon ka manzar
Tere waadon ka manzar woah-woah