Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khushfehmi
Mauj
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Vo bekhabari se aise chali
Ki chalti ho baaldalon pe kahin
Voh samjhe khudko kitna haseen
Magar afsoos voh jaane nahi
Voh jaane nahi
Sitamgar vo muskurati chali
Sitam nazron se voh dhati chali
Sama aisa jo banati chali
Dil mein magar voh samati nahi
Samati nahi
Na koi aas teri
Na koi pyaas teri
Na chahu tera pyaar
Yeh khushfehmi hai kya
Ada uski vo jaadugari
Bayaan jiska mumkin nahi
Deevane toh banati chali
Dil mein magar voh samati nahi
Na koi aas teri
Na koi pyaas teri
Na chahu tera pyaar
Yeh khushfehmi hai kya
Yeh khushfehmi hai kya
Yeh khushfehmi hai kya
Aisa bhi kya khushfehmi ka shikaar
Ye tera vehem tha
Tu haseen hai
Mera vehem tha
Mujhpe marti muskurahat
Tum ho jaan
Sitam meri le chali
Jo dil ke
Bas ek aas teri
Bas ek pyaas teri
Mein chahu tera pyaar
Bas ek aas teri
Bas ek pyaas teri
Mein chahu aisa pyaar
Pyaar
Ye khushfehmi hai kya
Pehechanana
Pehechanana
Pehechanana
Khushfehmi hai kya
Mujhe khushfehmi hai kya
Tujhe khushfehmi
Mujhe khushfehmi hai kya